Digital marketing kyaa hai :---
Namskar dosto mera naam hai ashu aor swagat karta hu aap sabhi ka apne website par, aaj ham log jis topic par baat karne waale hai us topic ka naam hai "digital marketing" to yarrr aane wale samay me jaisa ki hum log jante hain ki intarnet hamare poore india me raaz karega, mera matlab hai 2020 tak hamara india poori tarah se digital ho jayega aor main nhi chahta ki is digitalization ke zamane me mera koi bhi bhai mitra, bandhu pichda rahe to bina bakwas ki pahle aap logo ko samgha deta hu ki digital marketing hai kyaaa.
Website banana usse paise kamana, affiliate marketing , YouTube, SEO(SEARCH ENGINE OPTIMIZATION) etc digital marketing kahlate hai.
Ye sab seekh ke aap dher saare paise aor apna naam kama sakte hai, to aayiye ab jaan lete hai acchhe se digital marketing ko :-
1. Website blogging :-
issake baare me to aap sabhi pahle se jaante hi honge aor agar nhi janate to mere bhai aap lo ye topic jaha padh rahe hai usse kahte hai website aor main hu yaani ki ye sab jis aadmi ne likha hai usse kahte hai blogger , blogging ke jariye aap apne website se dher saare paise kama sakte hai
isake liye aapke website pe traffic aana jaroori hota hai ( free me website banaye)
website se aap lakho ₹ monthly kama sakte hai.
2. Affiliate Marketing :-
Aap me se jinko issake baare me nhi pata unko main bta du, ki amazon, flipkart, aor bhi website jaise shop101 se aap saman bikwa kar paise kama sakte hai aap ko inke dwara ek link diya jayega aor aapke link me koi vyakti click karke kuch saman leta hai to uska kuch % aapko bhi milta hai aap iss link ko social media ya website ya koi bhi Tarike se click karwa ke paise kama sakte ho.
3. YouTube :-
YouTube aap me se jayatar log youtube to chalate hi honge ek Youtuber bankar aap paise kama sakte ho bus aapko 1k subscribers aor 4k ghante ka watch time complete karna ho aor phir aap apne YouTube channel ko monetize kar sakate ho aapke video par ads aane suru ho jayenge aor aapko un ads ke paise milenge.
4. SEO ( Search Engine Optimization )
SEO yani kisi website ko rank karana yani traffic ganarate karna yani paisa hi paisa google ka algorithm seekh ke ya SEO seekh ke aap bhi dher saare paise kama sakte ho.
Digital marketing karke aap ko paise kamane me time lagega but agar aap sahi Tarike se kaam karoge to aapko success milegi .....




1 टिप्पणियाँ
Nice post
जवाब देंहटाएं